Email Marketing Keya hai?
Har koi chjahta hai k uski website ya blog rank kary Kya aap ki b website ya blog hai aur aap b apny business ya website ko email marketing kar k promote karna chahty hain to Don't worry is post mein mein main apko full and easy method sikhaon ga jis sy aap email marketing kar k apny business ko promote karen gy, is article ko complete read karen inshaAllah aap email marketing k master ban jayen gy.
Email Marketing keya hai?
Apny business ya website ya kisi b product ko email k through promote karny ko email marketing kehty hein, aap ny dekha hoga k bohat si companies ki taraf se apko email receive hoty hon gy jis mein apko kisi na kisi company k products ya phir kisi website ki post ka about inform kiya jata hai, email mein wo apne link b send karty hain jin par click kar k hum un ki website ya blog ko open karty hein aur is trha unko achi khasi traffic email k througfh mil jati hai aur wo inmcome generate karty hein.
Email marketing kaise karen?
Email marketing karny k liye different method ka use kiya jata hai kuch website ya blog par ek news letter ka section ya popup show hota hai.jis mein hum apni email id ko submit kar k unky email ki service ko join karty hein aur us website par jab b koi new post upload hoti hai to hum ko email k inbox mein ek mail receive ho jaty hei aur hum ja kar new post visit kar lety hein. bilkul isi tarha hum b apni website ya blog mein subscribe button add kar k is k through achi khasi traffic apni site par la sakty hein is box ko add karny k liye aap ko java script ki knowledge hona zaruri hai wese to aap ko js codes online asani sy mil jaty hein jinko apni website par paste kar k aap asani sy apni website par is box ko place kar sakty hein. is k ilawa agar aap apni product ko promote karna chahty hein yo uska b poura method aapko nichy btany wala hu bus article ko complete read karen dehan sy.
Email Marketing k Benefit keya hein?
Email Marketing ka sab sy barra faida to ye hai k app without any investment apny business ya website ko promote kar sakty hein.aur news letter ka use kar k hum apny blog par returning visitor hasil kar sakty hein, jitny zyada log apky blog sy engage rahyn gy utny apky blog k rank karny k chances rahen gy.
Email Extract Kaise Karen?
Email extract karna bohat hi easy hai bus apko in steps ko follow karna ho ga apko Sabse Pehle chrome browser open karen us k bad ek extension search karen jiska nam hai Email Extractor isko apne chrome browser mein install Karen us k bad google mein keyword k sath ya Kisi name k sath @gmail likh kar search Karen jaise Zeeshan@gmail,com to search result mein jitny b email show hon gy wo apke chrome mein add ho jayen gy apne wahan se copy kar k notepad mein save Karne Hain is k baad ager is name k sab result khatam ho jayen to aap ne kisi dosry name se search karna aur usko b isi tarha add kar k copy kar lena hai. agar aap zyada heavy kam karna chahty hein to is k liye aap ek paid tool b buy kar sakty hein.
Ek Sath unlimited Emails par Mail kaise send karen?
aap gmail k through per daily 500 tak email send kar skty hein but agar aap is sy zida send karna chahty hain to aap ko ek se zeyada gmail account ka use karna pary ga ek sath aik he message 500 email par send karne k liye sabe pehle gmail open karen, compose message mein jayen, subject aur message type karen, ab "To" k agay apna email enter karen jis sy app message send kar rahe hain, is k baad BCC par click karen aur is mein wo tamam email address enter karen jin par aap mail send karna chahte hain, ab send par click kar den.
main umeeed karta hu k apko ye sab maloom ho gya ho ga k email marketing keya hai, email marketing kaise karen aur email marketing k benefits keya hain, agar apko email marketing kya hai ka related koi question pochna ho to comment mein lazmi pochen.
0 Comments